* For Care of Hands,Feet and Face in winter

English Version !


* Sometime Skin of Hands and Face effected badly  in winter. there maybe occur cracks by dryness and chill. similarly the knee of feet creak in winter two make your skin careful use lemon glycerin and( Arq e Gulaab) .the skin will be clear and soft and will be prove charming from avoiding by caking of knee to apply the cloth soap rub on your feet mix the glycerin by sorting the soap and filled it into creaking place to wash after one an hour then by completely drying to apply glycerin not be used the shose (Sleeper ) and leather socks .

Urdu Version !

Sardiyon main apne haath,paaon aur chehre ki hifazat keliay .

*Aksar sardiyon main haath aur chehre ki jild buri tarah se mutaaser hoti hai.sardi aur khushki se crak pad jaate hain. isi tarah paaon ki ariyan bhi phat jaati hain sardiyon main apni jild ki hifazat keliay leemoon,glycrin aur Gulab ka arq mila kar lain, jild shafaf aur narm ho jaey gi aur nahat dilkash maloom ho gi.phati hui ariyon se bachne kaely kapde dhone wala saban paaon par khoob malen saban ko narm kar ke is main glycrin milaen aur pphati hui jagga main bhar dain.aik ghanta baad paani se achi tarah dho lain.phir achi tarah  khushak kar ke glycrin lagaen kisi kisam ke jote aur moze istamal na karen

1 comments:

  1. Very nice tip sir aur bhi achi achi post karen

    ReplyDelete